Ek kilo pyaar milega?
“Bhai saahab, ek kilo pyaar dena. Ek kilo? Haan, kitna hua? 100 rupaya. Arey waah, pyaar pyaaz se mehenga ho gaya? Jee. Aaj kal stock bohot kam hai. Hmm. Koi baat nai. Stock kam kyun? Aajkal pyaar kam mil raha hai, kya kare. Pyaar ka supply low ho gaya hai. Acha aisa kya, par kal [...]